Wednesday, 29 June 2016

Ye duniya hai yahan pe ye tamasha ho bhi skta hai... Abhi jo ghum humra hai tumhara ho bhi sakta hai... Tum apne aap ko hargiz koi ilzam mat dena... Ye soda hai mohabbat ka khasara ho bhi sakta hai... Tum ye mat samajh na tum hi meri akhri mohabbat ho... Mohabbat jurm hai hum se dobara ho bhi sakta hai..
Share:

Related Posts:

0 comments:

Post a Comment